October 15, 2013

SURAH FATIHA (Roman Arabic & Roman Urdu Quran)


Bismi Allāhi Ar-Raĥmāni Ar-Raĥīmi.
Al-Ĥamdu Lillāhi Rabbi Al-`Ālamīna.
Ar-Raĥmāni Ar-Raĥīmi.
Māliki Yawmi Ad-Dīni.
'Īyāka Na`budu Wa 'Īyāka Nasta`īnu.
Ahdinā Aş-Şirāţa Al-Mustaqīma.
Şirāţa Al-Ladhīna 'An`amta `Alayhim Ghayri Al-Maghđūbi `Alayhim Wa Lā Ađ-Đāllīna

Sura-e-Fateha Makka mai Nazil hui, is mai saat (7) Aayatain hain)

01.01 ALLAH ke naam se jo bohat maherban bohat raham kerne wala

01.02 Sab tareef Allah Taalaa kay liye hai jo tamam jahanon ka palney wala hai.

01.03 Bara meharban nihayat reham kerney wala.

01.04 Badlay kay din (yani qayamat) ka maalik hai.

01.05 Hum sirf teri hi ibadat kertay hain aur sirf tujh hi say madad chahatay hain.

01.06 Humen seedhi (aur sachi) raah dikha. 

01.07 Unn logon ki raah jin per tu ney inaam kiya unn ki nahi jin per ghazab kiya gaya aur nagumrahon ki.

No comments: