February 3, 2012

PROPHET MUHAMMAD RASOOL PAAK S.A.W. BIRTHDAY

PROPHET MUHAMMAD RASOOL PAAK S.A.W. BIRTHDAY!

The birthday of Prophet Muhammad is celebrated on the 12 th day of Rabi-al-Awwal by the Sunni Muslims mainly. It is regarded as an auspicious day and on this day Muslims send their blessings to Prophet Muhammad with recitation of praises and blessings. Sometimes Muslim organizations arrange for lectures in mosques in order to remember the life history of Prophet Muhammad and his good deeds. The birthday of Prophet Muhammad is also known as Milad, Milad an-Nabi, Mevlid Serif, Mawlid ar-Rasul, Yawm an-Nabi or Milad-un-Nabi.

Prophet Muhammad is considered to be the last Prophet of God and the last messenger of God by the Muslims. He was born on 12 Rabiul Awwal, the third month of Muslim calendar. His birthday was first celebrated during the 13 th century followed by a month long celebration.


The original celebrations included a sermon, honoring of religious deities, giving gifts, recitation of litanies followed by a feast. Nowadays, however, it is far more subdued although march pasts are still held at different places.

Since the birthday of Prophet Muhammad is based on the Islamic calendar, the date varies every year on the Western calendar because of the differences between both of them. The Islamic calendar is based on lunar movements and the Western calendar is based on solar calendar.

There is a difference of opinion as to whether the birthday of Prophet Muhammad should be considered as a time of celebration. There are evidences that the Prophet, his Companions and the early followers never celebrated on this day. However, some people argue that though it was not celebrated initially, the remembrance of Prophet Muhammad on his birthday is a good innovation in Islam.

Mohabbat--PyaaR--

 Humhara pehla or akheri piyaar khud se hay
Jannat hamesha wohi hoti hay jahan mohabat moahat bas thi hay
Shayad unho ne sehi tor par mohabat ko katabon main rakha kune ke shayad yeh kahein or nahi reh sakti.
Ashqon ki larian in ke piyaar ki tajded karti hay.
Woo jis ne kabhi piyaar nahi kiya peda hi nahi hoa.
Aashqon ki larian in ke piyaar ki tajded karti hain
Woo jis ne kabhi piyaar nahi kiya peda hi nahi hoa.
Ayesta bolo agar piyaar ki baat karte ho.
Suchi mohabat ka rasta kabhi humwar nahi hota.
Mohabat ki pehli aah akalmandi kiakeri aah hay.
Zindagi ki sab se bari khushi mohabat hay.
Sab se bara satam mohabat karna hay,jahan dobara hum se piyaar nahi kiya jata.
Mohabat main aik nojawan aurat ka dil sunahreimokadas jagha hota hay jis main aksar aik miti ka bohot mehfoz rakha tha hay.
Jitna zyada piyaar karein gain itna ka map jalein gain.
Is duniya main sab se keemti mal jo aik mard ko hamesha mila hay woo aik aurat ka dil hay.
In logon ki saza jo aurton se bohot zyaada mohabat kartehain woo yeh hay ke woo in se hamesha piyaar kare.
Insaniyat ka mazhab piyaar hay
San se khushqawar maza or sab se bara dukh piyaar hay
Sachaion ka such piyaar hay.
Woo piyaar nahi karte jo apne piyar ka izhar nahi karte.
Is garz se piyaar karna ke piyaar mile ga insane khasa hay mohabat ki khater piyaar karna fariston ka khasa hay.
Suchi mohabat zindagi bhar ka pakka hoa phal hay.
Suchi mohabat aik tofaa hay to khuda ne asman tale sirf insane ko diya hay.
Hum sab mohabat ke liye peda hoe hain……..yeh wajood zindagi ka asool hay or is ka injam bhi.
Hum kabhi jee bhar ke jee bhar ke piyaar nahi karte magar aik martaba,or esa pehli baar hota hay ke hum piyaar karte hain.
Humhein piyaar karne se pehlay aik shaks ko jannana chaye
Kitni kambakht duniya hay!takleef deti hy agar hum piyaar karte hain or takleed deti hay agar hum piyaar nahi karte.
Jo mera hay woo tumhara hay,aur jo tumhara hay woo mera hay.
Asgqon ko kanoon kon de sakta hay?mohabat khud bohot bara kanoon hay.
Furkat mohabat ko zyada karti hay,kurbat ise mazboot banati hay.
Judai mohabat ki dushman hay.
Judaian mohabat main acha asar karti hain aur ise rosan or khubsorat rakhti hain.
Puri duniya ashq se mohabat karti hay sohar ko chor kar.
Aik naraz ashiq apne aap se bohot se jhoot bolta hay.
Ashkon ki larai mukhtasar waqt kw liyw hoti hay.
Mohabat main aik nojawano shaks souchta hay ke is ke mehboob ke liye koi bohot nahi sawaye is ke.
Mohabat main aik borha sa shaks mosam sarma ke phool ki tarhan hota hay.
Aik zinda dil cheera mohabat ke liye bana hota hay.
Aik kamiyab shadi aik andhi bewi or behre shohar ke darmian ho gi.
Aik khush naseeb admi us larki se shadi karta hayjis se woo piyaar karta hay,lakin is se bhi zyada khush naseeb admi is larki se piyaar karta hay jis se woo shadi karta hay.
Aik aurat mohabat karti hay ya nafrat,use darmiyani rasta nahi ata.
Tamam jazbat mohabat ki waja se hote hain.
Bandawahan nahi hota hayjahan rehta hay balke yahan woo piyaar karta hay.
Mohabat main aik shareef admi ka rawaiya shahyad aik janoni shaks ki tarhan hotahay lakin aik bewaqoof ki tarhan nahi.
Aik aurat gurbat main mohabat ko tarjee deti hay is amarat pe jo mohabat se ari ho
Mohabat or jang main se jayez hay.
Aik aurat ki han or na ke darmiyan,aik pan ke quzarne ki jagha nahi hoti.
Talakein asman par hotien hay.
Hasad or piyaar do muktalid asool hain.
Khuda ka shukar hay,
Hum ese dor main rehte hain
Jab koi shaks mohabat ke liey nahi marta
Sawaye stage par.
admi ki mohabat aik baar chali jaye kabhi wapis nahi palatti.
Shakaiyat mohabat ki moot hay.
Woo jo ksis se sucha piyaar karta hay us ki souch skata hay.
Woo jo piyaar nahi kar sakta ise khushamad karna sekhna chahye .
Insane ka piyaar aksar do kamzorion ka mokabila hota hay.
Jo hamesha ke liye piyaar nahi karta woo aik ashiq nahi hota.
Nafrat,mohabat ka motazad nahi bilkul sunfdali hay.
Jannat,jannat nahi agar tumhari ruh mere sath nahi,dozakh ,dozakh nahi agar humhari ruhein akhaty nahi,
Yeh achi baat hay ke mohabat andhi hoti hay warna yeh bohot kuch dekh le.
Agar tum mujhe se piyaar karte ho to ise ashkar honee do.
Khawabo main or mohabat main na mamkiniyat nahi hotien.
Mohabat elm ki ibtada hay.
Mohabat jang ki tarhan hay,shuru karna asan lakin rokna bohot mushkil.

mohabat ke bager zindagi is darkht ki manad hay jis par phool aur phal na hon.
yahan piyaar wahan zindag.

agar aap ogon ke bare main andaza lagate hain
ti inhein piyaar karne ke liye aap ke pass waqt nahi rehta.

mohabat aik saffar hay manzil nahi

ishq ka dosra naam Khuda hay

mohabat Khuda ki taraf se aik keemti toffa hay,agar na hoti to zindagi na hoti
jab tum bhi meri ankon ke samne hoti ho to sab kuch bohot khubsoraat or hert angaz lagta hay.

mujhe suraj ki zarorat nahi ,mujhe chand ki zarorat nahi,main zindagi main hamesha jo chahta tha woo tumhara piyaar tha jise main kabhi hasil na kar saka.

hasad sachy piyaar ki dosri ilamt hay.

sachi mohabat mohabat is waqt hoti hay jab dor wahein mil or aik ho jayein.

main mar jaon gi tum mar jao ge,lakin piyaar jo humhare darmiyan hay hamesha zinda rehy ga.

mohabat main ulat baat hoti hay ke dozi ruh aik ho jate hain lakin alag alag hain.

mohabat aik khubsorat mojza hay jo jaan bohj nahi bilke qudarti ho jata hay.

piyaar hota hay tab aap so nahi sakte kune ke aap ki haqeeqat aap ke khuabon se zyada beter hay.

main janti hun ke main tum se piyaar karti hun jab main sona chahti hun to sirf is liye ke khoab main tumhein dekh sakoon,phir main kabhi is khoof ki wajha se jagna nahi chahti ke mera khuab such nah ho ga or tum mere na ho ge.

duniya ke liye ho sakta hay ke tum aik shaks ke liye ho sakta hay ke tum duniya ho.

main tumhari ankhon main rehna,tumhare bazoon main marna or tumahre dil amin daffan hona chahyta hun,

agar main kuch hota to main ansoo hota,jis ka janam tumhari ankhon main hota,tumhare gaal par rehta or tumhare.

agarcha asman sitaron se bhara hoa hay magar mera dil tumhare bager khali hay.

zindagi main aik khushi hay piyaar karna or piyaar pana.

tumhein andaza nahi main tum piyaar karta hun,jo jazbat main tumhare liye rakhta hun inhein biyaan karne ke liyeelfaz nahi hain,meri khawish hay ke main tumhein bata sakon,main tumhare liye kiya mehsoos karta hun,lakin mujhe dard hay ke tum is tarhan mehsoos nahi kartein.

agar tum mere ansoo hote to main tumhein khone ke koof se kabhi nahi roti.

aik admi apni ankhon se mohabat main giriftar hota hay ,or aik larki apne kanoo se.

mujh se chand ka wada mat karo,mujh se sitaronka wada mat karo,sirf mujh se wada karo ke in ke tale tum mere bazoon main mere sath ho gye.

mohabat karna kuch nahi,mohabat pana kuch hay.mohabt karna or mohabat pana sab kuch hay.

main aj tumhein kuch is tarha piyaar karon ga jesa ke kal ho hi na.

main aj tumhein kuch is tarhan piyaar karon ga jesa ke kal ho hi na.

jab main pehli bar tum se milla mujhe tumhein pasand karne ka dar tha,phir tum se mohabat ho jane ka dar tha,ab jab main tum se mohabat karta hun tumhein khone ka dar hay.

jab main tumhare sath hota hun,tum mujhe bohot khush rehti ho,meri khuawish hay ke main is ehsas ko botal main band karon or hamesha ke liye rakh lun.

mohabat karna or mohabat pana duniya ki sab se bari khushian hain.

mohabat ko samjhana nahi lakin jab tum ise paa late ho Qudrati hasil ho ati hay.

mohabat tum ho.

zindagi main behtarein baat karna aur is shaks ka sath hona hay.badtareen baat piyaar karna or is shaks ka sath ni hona hay.

mohabat hasil karna asan hay magar bholana bohot mushkil.

muskaro mat.tumhein pata nahi ke tumhari muskarhat ki waja se kon tumhare ishq main girftar ho raha hay.

agar tumhari umer soo saal bhi ho to main chahon ga ke main soo saal main aik din kam zind hun takke mujhe tumhare bina aik din bhi na rehne paretum meri zindagi ki roshni ho or meri ruh ki aag ho or mere khuabon ki baka ho.

logon ke is bare samandar main main sirf aik jazeza talashkar saka to tum ho.

is duniya main mohabat woo wahid imtehan hay jis main aap damag istamal nahi karte ,is ki bajaye dil ki zarorat hoti hay

logon ke is bare samandar main main sirf aik jajeza talash kar saka jo tum ho.

is duniya main mohabat woo wahid imtehan hay jis main aap ddamag istamal nahi karte ,is ki bajaye dil ki zarorat hoti hay.

agar mohabat aik intekhab hota, kon itne umda dard ka intekhab karta.

mohabat main girftar hone or is main doob jane se behter koi khubsorat kismat nahi.

tum ne mere kano main sargoshi nahi ki balke mere dil main,
tum ne bosa mere labho ka ka nahi liya bilkul roh ka.

bohot se ayein or jayein gain magar sirf aik aap ke dil main hamesha rehy ga

koi bhi mard ya aurat kabhi tumhare ashkon ke kabil nahi,or sirf aik shaks to hay kabhi tumhein rulaye ga nahi.

kisi dosre shaks se piyaar karna esa hay jes Khuda ka cheera dekhna.

sirf aik tareeka hay yeh jannane ke liye ke koi tum se sacha piyaar karta hay woo yeh ke tum kisi ko gira do or phir tum ise uthta hoa dekho or chal kar tumhare pass aye or kahe main to pehlay se bhi zyada tum se mohabat karta hun.

ho sakta hay tumhare damag main koi or tumhare dil main bhi ,ho sakta hay koi tumahre khwabon main hoa aur tumahri zindagi main bhi main bhi lakin main tumhara koi na ho.
tumhare sath guzra hoa har lamha behtareen lamha hay,kune ke tumhare sath guzra hoa aik lamha jannat main guzare hoye aik lambhe ki tarhan hay.

agar mohabat khel nahi to itne sare khelari kune hay.

mohabat mehz aik lafz nahi hay yeh to apne ander aik lugat hay jo aap ko zinda rehne ke liye hosala deti hay.

pehlay main yeh souch kar chand se hasad karta tha ke Khuda ne sab se behtreen cheeze takleek ke hay or ab chand yeh jaan kar mujhe se hasa karta hay ke tum mere pas ho main tum se mohabat karta hun.

jab zindagi aap ko nechay le jati hay to mohabat hamesha ap ko upper le kar ati hay.

main tumhein khush karne ke liye khas cheeze behjna chahata hay lakin dakiye ne kaha ke main dhak ke dhabe se bahir nikal aaon!

agar sitare ankhein hotien, main puri zindagi asam ko ghorne main guzar deta.

mohabat aik ehsas ka naam hay jo ilfaz se bohot buland hay.

aik insani dil dosre se mohabat kiye bana reh nahi sakta.

sachi mohabat ka khushgowar ehtmam nahi hota,balke ehtamam hota hi nahi.

aik dil jis main piyaar ho kabhi nahi bolta.

aik dard main aksar mehsos karti hun jise tum kabhi nahi jaan pao ge yeh tumhari furkat ki wajha se hota hay.

agar min apne hathon main duniya ko sama sakon to main tumhein pesh kar dun ga.

mohabat zindagi ka buniyadi anser hay.

kabhi mere pass hi sacha dil hoa karta tha ab yeh tumhare pas chala gya hay is ki isi tarhan hifazat karna jese main ne ki hay aab tumhare pas do ahin or mere pas koi bhi nahi.
hum apni ankhein kune band karte hain jab hum khuawab dekhtemtasawar karte,ya bossa ete hain kune ke zindagi main behtreen cheeze na deda hay.

meri khubsorat muskarahat ki waja hamesha sirf aik hay.......woo yeh ke main hamesha tumhare bare main souchta hun.

main tum se piyaar karta hun,kehna bohot asan hay magar sabat karna bohot mushkil .

mohabat ke bina zindagi zindagi hi nahi hoti.

mohabat muskarahat ke zariye dakhal hoti hay or ansoon ke zariye kharij hoti hay.

yeh mohabat nahi balke ashaq hay jo aap ka dil torta hay.

mohabat aik hi ruh se bani hoti hay jo ke do jismon main reh rehi hoti hay.

Suraj ki roshni ke bager aik phool nahi khel sakta or aik admi mohabat ke bager zinda nahi reh sakta.

aik bar aik dil main badgumani ka zeher phel jaye to is main mohabat ke liye jagha nahi rehti.

nojawani ki mohabat bohot ziyada jazbati or doshezgi ki mohabat bohot chahne wali hoti hay.

apne dil ke darwaze par
main ne likha"yeh shahera aam nahi hay"
lakin mohabat muskarati hoi aai
aur boli"main to har jagha dakhal ho jati hun"

mohabat or zyada khubsorat ho jati hay jab yeh ashkon se gilli ho.

aik bachy se poucho woo peda kune hota hay,phool se poucho woo kis liye khelta hay,suraj se poucho woo chmkta kis liye hay main tum se mohabat karta hun kune ke mujhe tum se mohabat karni hay.
nilli ankhein kehti hain "mujh se mohabat karwa main mar jaon gi"kali ankhein kehti hain,mujh se mohabat karo ya main tumhein main mar dun gi.
lakin mohabat andhi hoti hay,aur ashak nahi dekh sakte,woo kafi hamaktein jo khud hi sar zard ho jati hain.
aik shaks hamesha apne pehlay piyaar ki taraf lotta hay.
kiya esi mohabat ho sakti hay jo apne mafol se motalbat nahi karti.
ishq main har koi andha hota hay.
Ashiq ki nazar main eab khubsorat hote hain.
dosti mitti ke bartan ki tarhan hoti hay,aik martaba toot jaye to jur sakti hay mohabat aik shishe ki tarhan hoti hay,aik martaba toot jaye khatam ho jati hay.



dosti ka khatma aksar mohabat par hota hay, lakin dosti main mohabat kabhi nahi.


woo shaks jo sirf beaeb logon se mohabat karne ka azam karta hay jald hi apne aap ko tanha paye ga.
main tujh se piyaar karta hun.main piyaar karta hun lakin tum se,main dolat ke liye dua nahi mangta,main shorat ke liye dua
nahi mangta,main khushion ke liye dua nahi mangta or hata ke sheri ke maze ke liye dua mangta hunke meri puri zindagi main piyaar ho mere pas piyaar ho tumhein piyaar karne ke liye.

main ne dekha or piyaar kiya.

agar kabhi do shaks hote,phir yakeinan hum hote.

agar mazak acha hay to such abhi tak behter hay to or ishq in sab se afzal hay.

agar tumhari khuwaish hay ke tumhein piyaar kiya jaye to piyaar karo.

ishq main hum sab log aik jese ehmak hain.

mohabat main gussa hamesh galat hota hay.

kisi se piyaar karna humhari fitrat ki khubsorat zarorat hay.

lutf uthane se khuawish karna,aur piyaar pane se piyaar karna behter hay.

piyaar karna aur ise khoo dena behter hay is se ke piyaar kiya hi nahi jaye.

piyaar karna or akalmand rehna namumkin hay.

yeh piyaar hay wajha nahi,ke mohabat pehli nazar main nahi hoti.

yeh faisla kun nahi hay ke aurtein mardon se zyada piyaar karti hain lakin is par koi jhagra nahi ke woo piyaar acha karti hain.
yeh such nahi hay ke m,ohabat tamam cheezon ko asan bana deti hain,yeh humhein mushkil cheezon ka intekhab sekhati hain.

fooj ko kamand karne ki nisbat karne ke liye ziyada kabliyat ki zarorat hoti hay.

duniya ka dastor mohabat ki wajha se chal raha hay.

zindagi neend hay,mohabat khuwab hay or tum peda hi nahi hoye agar tum ne piyaar nahi kiya.

mohabat ke bager zindagi kuch nahi.

mohabat aur khanci ko chupaya nahi ja sakta.

mohabat tamam admion ko andha bana deti hay,akal mand or bewaqoof dono ko.

mohabat tamam cheezon ko fatah karti hay,aao hum is ki atat karein.

mohabat apne aap peda hoti hay,yeh kharedi nahi jati.

mohabat aik dhoan hayjo aaah ke sath dhoan ban kar uthta hay.

mohabat ki umer nahi hoti,yeh apne aap ko hamesha niya karti rehi hay.

mohabat kisi kanon ko nahi janti sawaye apni marzi ke.

mohabat shadi se zyada khushgawar hay kune ke romance rawaiyat se zyada khushgawar hay.

ishq mot ki tarhan zor awar hay bohot sa pani ishq ko sard nahi kar sakta na hi silab ise daboo sakte hain:agar aik shaks iahq ke liye apne ghar ki har cheeze bhi de de to yweh sar-a-sar haqeer tareen cheeze hay.
mohabat kisi bhi cheeze ki shuruat,darmiyan or ekhtamam hay.

mohabat aik achy shaks ke liye maza,akalmand ke liye tajab or devtaon ke liye herat hay.

mohabat woo wahid sheh hay jise hum apne sath kabar main le ja sakte hain.

mohabat kisi kanoon ko nahi janta.

mohabat chote or bare sab ko bewaqoof banati hay.

mohabat ka matlab hay ke aap ko mazrat na karna pare.

mohabat fake karne se nahi balke aksar badhazmi se mar jati hay.

mohabat ghanton ko mahein samjhti hay or dino ko saal or zara si judai sadi.

in se mohabatt karo j tum se mohabat karte hain.

mohabat mohabat ko samjhti hay ise lene ki zarorat nahi.

mohbat akeda ke bager ke bager itni hi buri hay jina akeda mohabat ke bager.

mohabat khasre ki tarhan hay,badtar hay jab yeh zindagi main der se aye.

mohabat parsai ki tarhan hay,apna silha khud hi hay.

mohabat ke khubsorat maini khamoshi hay.

mohabat zamag ki sab se bari kamzori hay.

koi nahi balke bahador or khubsorat log mohabat karte.

kisi ne itna piyaar nahi kiya jitna pehli nazar main karne walon ne ki.

is duniya main tanha kuch nahi
tamam cheezein Khuda ke hukam se hay
aik jazbe se milte hain
main tum kune na milon?

aik lafz humhain zidagi ke har bojh aur dard se azad karta hay:woo hay Mohabbat