March 29, 2013

MOHABBAT-SHAYARI-


MAASUM MOHABBAT KA

Maasum Mohabbat Ka,
Bas Itna Fasaana Hai,
Kagaj Ki Haweli Hai,
Baaris Ka Jamana Hai,
Us Par Utrane Ki,
Umeed Bahut Kam Hai,
Kasti Bhi Purani Hai ,
Aur Tufaan Bhi Aana Hai,
Kya Shart-E-Mohabbat Hai,
Kya Shart-E-Jamana Hai,
Aawaj Bhi Jakhmi Hai,
Aur Geet Bhi Gana Hai…

MERI MUHABBAT PAR

Eik Mulakat Karo Hamse,
Inaayat Samajh Kar,
Har Cheez Ka Heesab Denge,
Kyamat Samajh kar,
Meri Muhabbat Par Kabhi,
Shaq Naa Karna,
Hum Muhabbat Bhi Karte Hain,
Ibadat Samajh kar…

DIL SE DIL MILTE HAIN

Sirf Ehsaas Hota Hai Chahat Mein,
Ikrar Nahin Hota,
Dil Se Dil Milte Hain Mohabbat Mein,
Inkar Nahi Nhota,
Yeh Kab Samjhoge Mere Dosto,
Dil Ko Lafjo Ki Jarurat Nahin Hoti,
Khamosi Sab Kuchh Kah Deti Hai,
Pyar Mein Ijhaar Nahin Hota…

TUJH SE MOHABBAT THI

Badi Muskil Se Bana Hu,
Toot Jaane Ke Baad,
Main Aaj Bhi Ro Deta Hu,
Muskurane Ke Baad,
Tujh Se Mohabbat Thi,
Mujhe Beinteha Magar,
Aksar Yeh Ahsaas Huva,
Tere Jaane Ke Baad,
Ab Tak  Doond Raha Hun Main,
Apne Andar Ke Us Sakhs Ko,
Jo Najar Se Kho Gaya,
Hai Najar Aane Ke Baad…
DIL SE DIL MILAANE KA NAAM HE ISHQ
dil se dil milaane ka naam he ishq,
khabon ko sajaane ka naam he ishq!
mar mite jo hoton ki jumbish par,
us diwaangi ka naam he ishq!
unke chehre par ik hasi ke liye,
so gham uthaane ka naam he ishq!
aa jaayen kabhi jo aankhon mean,
un ashkon ko apni palkon mean lene ka naam he ishq!

Quran-Sahih Bukhari-Sahih Muslim- HADITH

Asalam-o-Alaikum wr wbBismillah hir-Rahman nir-Rahim 
Al Quran : Eh mere RAB tu meri taraf jo naimat Naazil karey Main uska Mohtaj hu.Surah Al-Qasas (28)-24
Al Quran : Aur Allah ek aisee basti ki misaal bayan farmata hai jahan har tarah ka aman tha uski Rozi ba faragat ( bahut ziyada) har jagah se chali aati thi phir (unhoney) Allah ke Ehsaano ki nashukri ki phir Allah ne unke burey kaamon ke sabab se jo wo kiya kartey they , ye maza chakhaya ki un par faqa aur khauff aa gaya.
An Nahl (16), Verse : 112

Al Quran : (tum) Mujhe yaad karo main tumhey yaad karunga aur mera shukar karo aur nashukri na karo
Al-Baqara, Chapter #2, Verse #152

Hadith: Eh Allah main teri panaah maangta hun, teri NAIMATON ke zawal se , aur teri ata ki huyee AAFIYAT ke badal janey se , aur teri SAZA ke achanak aa jane se aur teri har tarah ki NARAZGI se .
Sahih Muslim , Vol6, 6943
-----------------------------------------
English Translation:

Al Quran : My Lord! truly, I am in need of whatever good that You bestow on me
Surah Al-Qasas (28)-24

Al Quran : And Allah puts forward the example of a township that dwelt secure and and well-content its provision coming to it in abundance from every place, but it (its people) denied the Favours of Allah (with ungratefulness). So Allah made it taste extreme of hunger (famine) and fear, because of that (evil ) which they (its people) used to do .
Surah An Nahl (16), Verse : 112

Al Quran : Therefore remember me (by praying, glorifying), I will remember you, and be grateful to Me (for My countless Favours on you) and never be ungrateful to Me.
Al-Baqara, Chapter #2, Verse #152

Hadith: O Allah! I seek refuge in You from the decline of Your blessings, the removal of our state of well-being, the sudden onset of Your punishment and from all that displeases you.
Sahih Muslim Book 036, Number 6602:
An Nahl (16), Verse : 112
Al Quran : (tum) Mujhe yaad karo main tumhey yaad karunga aur mera shukar karo aur nashukri na karoAl-Baqara, Chapter #2, Verse #152
Hadith: Eh Allah main teri panaah maangta hun, teri NAIMATON ke zawal se , aur teri ata ki huyee AAFIYAT ke badal janey se , aur teri SAZA ke achanak aa jane se aur teri har tarah ki NARAZGI se .Sahih Muslim , Vol6, 6943-----------------------------------------English Translation:
Al Quran : My Lord! truly, I am in need of whatever good that You bestow on meSurah Al-Qasas (28)-24
Al Quran : And Allah puts forward the example of a township that dwelt secure and and well-content its provision coming to it in abundance from every place, but it (its people) denied the Favours of Allah (with ungratefulness). So Allah made it taste extreme of hunger (famine) and fear, because of that (evil ) which they (its people) used to do .Surah An Nahl (16), Verse : 112
Al Quran : Therefore remember me (by praying, glorifying), I will remember you, and be grateful to Me (for My countless Favours on you) and never be ungrateful to Me. Al-Baqara, Chapter #2, Verse #152
Hadith: O Allah! I seek refuge in You from the decline of Your blessings, the removal of our state of well-being, the sudden onset of Your punishment and from all that displeases you.Sahih Muslim Book 036, Number 6602:
Hadith: Wo Allah ka Shukr Guzar nahi ho sakta jo bando ka Shukrguzar na ho
Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlalhi wasallam ne farmaya wo Allah ka ShukrGhuzar nahi ho sakta jo bando ka Shukrguzar na hoSunan Abu Dwud, Vol 3,1383(Sahih)----------------------------------English Translation:
Narrated By Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya The Prophet (peace_be_upon_him) said: He does not thank Allah who does not thank people. Sunan Abu Dwud, Book 41, Number 4793 (Sahih)-------------------------------------------------Hadith: Anqareeb aisa waqt aayega jab tumharey lashkar juda juda ho jayengey ek lashkar sham mein hoga to ek yaman mein to ek Iraq mein
Ibn Hawalah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya anqareeb aisa waqt aayega jab tumharey lashkar juda juda ho jayengey ek lashkar sham mein hoga to ek yaman mein to ek Iraq mein , Ibn hawala ne kaha ki mainey arz kiya Ya Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam agar main us waqt ko paa lu to kis lashkar mein jauu , Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya mulk-e-sham ko ikhtiyar karna kyunki mulk e sham Allah ki zameeno mein se behatreen mulk hai , Allah subhanahu is mulk mein apney behatreen bando ko jama farmayega aur ye manzur na ho to phir Yaman ko ikhtiyar karna aur apney hawzo ( water tanks) se pani pelaye rahna Allah subhanahu ne meri wajah se Mulk-e-Sham ko aur Ahl-e-Sham ki kifayat ki hai
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 711 (Sahih)

(Note: is waqt Syria, Palestine, Lebanon, Jordan etc. in sabko Mulk-e-shaam kaha jata hai)
-------------------------------------

Narrated Ibn Hawalah Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: It will turn out that you will be armed troops, one is Shaam, one in the Yemen and one in Iraq. Ibn Hawalah said: Choose for me, Messenger of Allah, if I reach that time. He replied: Go to Shaam, for it is Allah's chosen land, to which his best servants will be gathered, but if you are unwilling, go to your Yemen, and draw water from your tanks, for Allah has on my account taken special charge of Shaam and its people
Sunan Abu Dawud, Book 14, Hadith 2477 (Sahih)

(Note: Currently Shaam belong to Syria, Palestine, Lebanon, Jordan etc.)
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 711 (Sahih)
(Note: is waqt Syria, Palestine, Lebanon, Jordan etc. in sabko Mulk-e-shaam kaha jata hai)-------------------------------------
Narrated Ibn Hawalah Radi Allahu Anhu The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: It will turn out that you will be armed troops, one is Shaam, one in the Yemen and one in Iraq. Ibn Hawalah said: Choose for me, Messenger of Allah, if I reach that time. He replied: Go to Shaam, for it is Allah's chosen land, to which his best servants will be gathered, but if you are unwilling, go to your Yemen, and draw water from your tanks, for Allah has on my account taken special charge of Shaam and its peopleSunan Abu Dawud, Book 14, Hadith 2477 (Sahih)
(Note: Currently Shaam belong to Syria, Palestine, Lebanon, Jordan etc.)----------------------------------------------------------Al Quran : Tum log Yateem ki khatir (dekhbhal) nahi kartey aur Miskeen ko khana khilaney ki targheeb detey ho
Magar insaan ( Ajeeb Makhluq hai ki) jab uska parwardigar usko Aazmata hai to usey Ezzat deta aur Naimat bakshta hai to kahta hai ki Mere RAB ne mujhe Ezzat bakhshi aur Jab ( dusri tarah) Aazmata hai ki us par rozi tang kar deta hai to kahta hai ki Mere RAB ne mujhe Zaleel kiya, Nahi bulki tum log Yateem ki khatir nahi kartey aur na Miskeen ko khana khilaney ki targheeb detey ho aur Meeras ke maal samet kar kha jatey ho aur Maal ko bahut hi Azeez rakhtey ho
Al Quran,Surah Fajr, Chapter 89,Verse 15-20

Hadith: Sahl bin Sa'd Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Main aur Yateem ki parwarish karney wala Jannat mein is tarah hongey aur Aapney shahdat aur darmiyani ungliyon ke ishaarey se (dono ka kareeb hona) bataya
Sahih Muslim, 6005
----------------------------------------
English Translation:

Al Quran : As for man, when his Lord tries him by giving him honour and bounties, then he says (in exultation): "My Lord has honoured me. But when He tries him by straitening his means of life, he says: "My Lord has humiliated me!" Nay! But you treat not the orphans with kindness and generosity And urge not one another on the feeding of Al-Miskin (the poor)! And you devour the inheritance all with greed, And you love wealth with much love.
Al Quran, Surah Fajr,Chapter 89,Verse 15-20

Hadith: Narrated Sahl bin Sa'd Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, "I and the person who looks after an orphan and provides for him, will be in Paradise like this," putting his index and middle fingers together. (same like both finger)
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 34
Al Quran,Surah Fajr, Chapter 89,Verse 15-20 
Hadith: Sahl bin Sa'd Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Main aur Yateem ki parwarish karney wala Jannat mein is tarah hongey aur Aapney shahdat aur darmiyani ungliyon ke ishaarey se (dono ka kareeb hona) batayaSahih Muslim, 6005----------------------------------------English Translation:
Al Quran : As for man, when his Lord tries him by giving him honour and bounties, then he says (in exultation): "My Lord has honoured me. But when He tries him by straitening his means of life, he says: "My Lord has humiliated me!" Nay! But you treat not the orphans with kindness and generosity And urge not one another on the feeding of Al-Miskin (the poor)! And you devour the inheritance all with greed, And you love wealth with much love. Al Quran, Surah Fajr,Chapter 89,Verse 15-20
Hadith: Narrated Sahl bin Sa'd Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, "I and the person who looks after an orphan and provides for him, will be in Paradise like this," putting his index and middle fingers together. (same like both finger)Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 34------------------------------------------------Al Quran : Tum log Yateem ki khatir (dekhbhal) nahi kartey aur Miskeen ko khana khilaney ki targheeb detey ho
Magar insaan ( Ajeeb Makhluq hai ki) jab uska parwardigar usko Aazmata hai to usey Ezzat deta aur Naimat bakshta hai to kahta hai ki Mere RAB ne mujhe Ezzat bakhshi aur Jab ( dusri tarah) Aazmata hai ki us par rozi tang kar deta hai to kahta hai ki Mere RAB ne mujhe Zaleel kiya, Nahi bulki tum log Yateem ki khatir nahi kartey aur na Miskeen ko khana khilaney ki targheeb detey ho aur Meeras ke maal samet kar kha jatey ho aur Maal ko bahut hi Azeez rakhtey ho
Al Quran,Surah Fajr, Chapter 89,Verse 15-20

Hadith: Sahl bin Sa'd Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Main aur Yateem ki parwarish karney wala Jannat mein is tarah hongey aur Aapney shahdat aur darmiyani ungliyon ke ishaarey se (dono ka kareeb hona) bataya
Al Quran,Surah Fajr, Chapter 89,Verse 15-20 
Hadith: Sahl bin Sa'd Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Main aur Yateem ki parwarish karney wala Jannat mein is tarah hongey aur Aapney shahdat aur darmiyani ungliyon ke ishaarey se (dono ka kareeb hona) batayaSahi Bukhari Vol 7, 6006--------------------------------------English Translation:
Al Quran : As for man, when his Lord tries him by giving him honour and bounties, then he says (in exultation): "My Lord has honoured me. But when He tries him by straitening his means of life, he says: "My Lord has humiliated me!" Nay! But you treat not the orphans with kindness and generosity And urge not one another on the feeding of Al-Miskin (the poor)! And you devour the inheritance all with greed, And you love wealth with much love. Al Quran, Surah Fajr,Chapter 89,Verse 15-20
Hadith: Narrated Sahl bin Sa'd Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, "I and the person who looks after an orphan and provides for him, will be in Paradise like this," putting his index and middle fingers together. (same like both finger)Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 34----------------------------------------------Al Quran : Aur tum par Jo Museebat aati hai wo tumharey hi haatho ke kiye huye Kaamo se aati hai aur wo bahut se gunaah maaf farma deta hai. 
Aur tum Zameen mein Aajiz karney waley nahi ( Yani tum Allah ke azab se bach nahi saktey) aur Allah ke siwa Na koi tumhara kaarsaaz hai aur na koi madadgaarAl Quran , Surah Ash-Shura(42), verse 30-31------------------------------------
English Translation:
And whatever of misfortune befalls you, it is because of what your hands have earned. And He pardons much.

And you cannot escape from Allah (i.e. His punishment) in the earth, and besides Allah you have neither any Wali (guardian or a protector, helper) nor any helper.
Al Quran , Surah Ash-Shura(42), verse 30-31
English Translation:And whatever of misfortune befalls you, it is because of what your hands have earned. And He pardons much.
And you cannot escape from Allah (i.e. His punishment) in the earth, and besides Allah you have neither any Wali (guardian or a protector, helper) nor any helper.Al Quran , Surah Ash-Shura(42), verse 30-31---------------------------------------
Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlalhi wasallam ne farmaya wo shaksh Allah ka ShukrGhuzar nahi ho sakta jo bando ka Shukrguzar na hoSunan Abu Dwud, Vol 3,1383(Sahih)

Hadith: Narrated By Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya The Prophet (peace_be_upon_him) said: He does not thank Allah who does not thank people. 
Sunan Abu Dwud, Book 41, Number 4793(sahih)

Hadith: Narrated By Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya The Prophet (peace_be_upon_him) said: He does not thank Allah who does not thank people. Sunan Abu Dwud, Book 41, Number 4793(sahih)
--------------------------------------------------
Al Quran : Allah hi Raat aur Din ko badalta hai beshaq ismein Aankho walon ke liye ibrat ( Sabaq aur Nishani) haiAl Quran, Surah An-Noor (24), Verse 44
Hadith: Hazrat abu musa Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya beshaq Allah Ezzat aur buzurgi wala raat ko apna haath phailata hai taki din ke gunaahgar tauba karey aur haath phailata hai din ko taki raat ke gunaahgar tauba karey , (Allah isi tarah tauba qubul karega) yahan tak ki afatab nikley paschim se. (yani Qayamat tak)
Sahih Muslim ,Vol 6, 6989
------------------------------------------

English translation:
Al Quran : Allah alternates the night and the day. Indeed in that is a lesson for those who have vision.
Al Quran, Surah An-Noor (24), Verse 44

Hadith: Abu Mu'sa Radi allahu anhu reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying that Allah, the Exalted and Glorious, Stretches out His Hand during the night so that the people repent for the fault committed from dawn till dusk and He stretches out His Hand daring the day so that the people may repent for the fault committed from dusk to dawn. (He would accept repentance) before the sun rises in the west (before the Day of Resurrection).
Sahih Muslim Book 037, Number 6644
Sahih Muslim ,Vol 6, 6989------------------------------------------
English translation:Al Quran : Allah alternates the night and the day. Indeed in that is a lesson for those who have vision.Al Quran, Surah An-Noor (24), Verse 44
Hadith: Abu Mu'sa Radi allahu anhu reported Allah's Messenger (may peace be upon him) as saying that Allah, the Exalted and Glorious, Stretches out His Hand during the night so that the people repent for the fault committed from dawn till dusk and He stretches out His Hand daring the day so that the people may repent for the fault committed from dusk to dawn. (He would accept repentance) before the sun rises in the west (before the Day of Resurrection). Sahih Muslim Book 037, Number 6644---------------------------------------------------Mafhum-e-Hadith: Aankh ka Zina ( Gair mahram ko) dekhna hai, Zuban ka Zina (Gair Mahram se) baat karna hai
Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Allah Subhanahu ne Insaan ke liye Zina ka koi na koi hissa likh diya hai, jis sey usey Guzarna hi hai, Aankh ka Zina ( Gair mahram ko) dekhna hai, Zuban ka Zina (Gair Mahram se) baat karna hai, Dil ka zina khwahish aur Shahwat hai aur Sharmgaah iski tasdeeq karti hai ya isey jhutla deti hai
Sahih Bukhari, Vol 8, 6612

-------------------------------------------

Abu Huraira Radi Allahu Anhu said That Prophet Peace be upon him said Allah has written for the son of Adam his inevitable share of adultery whether he is aware of it or not: The adultery of the eye is the looking (at something which is sinful to look at), and the adultery of the tongue is to utter (what it is unlawful to utter), and the innerself wishes and longs for (adultery) and the private parts turn that into reality or refrain from submitting to the temptation."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 77, # 609:
Sahih Bukhari, Vol 8, 6612
-------------------------------------------
Abu Huraira Radi Allahu Anhu said That Prophet Peace be upon him said Allah has written for the son of Adam his inevitable share of adultery whether he is aware of it or not: The adultery of the eye is the looking (at something which is sinful to look at), and the adultery of the tongue is to utter (what it is unlawful to utter), and the innerself wishes and longs for (adultery) and the private parts turn that into reality or refrain from submitting to the temptation." Sahih Bukhari, Vol 8, Book 77, # 609:----------------------------------------------
Al Quran : Aur usmein se kharch karo jo humney tumhey Rozi di hai is sey pahley ki kisi ko tum mein se maut aa jaye to kahey ki Eh mere Rab tuney mujhe thodi muddat ke liye Dheel kyun na di ki main khairat karta aur naik logon mein ho jata.Al Quran , Surah Al-Munafiqoon (63), verse 10 
------------------------------English Translation:And spend of that with which We have provided you before death comes to one of you, and he says: "My Lord! If only You would give me respite for a little while , then I should give Sadaqah of my wealth, and be among the righteous . Al Quran , Surah Al-Munafiqoon (63), verse 10--------------------------------------------------------Al Quran : Jab Suraj lapet diya jayega , jab Taarey be noor ho jayengey aur jab samundar Aag ho jayega
1. Jab Suraj lapet diya jayega 2. jab Taarey be noor ho jayengey 3. Aur jab Pahaad Chalaye jayengey 4. Aur jab bayaney wali oontniya bekar ho jayengei 5. Aur jab wahshi janwar jamaa ho jayengey 6. Aur jab samundar Aag ho jayega 7. Aur jab Roohein badan se Mila di jayegi 8. Aur jab us ladki se Jo Zinda Dafna di gayee thi pucha jayega 9. Ki wo kis gunaah par maari gayi 10.Aur jab ( Aamalon ke) daftar kholey jayengey 11.Aur jab Aasmano ki khaal kheench le jayegi 12.Aur jab Dojakh bhadkayee jayegi 13.Aur Jab jannat Qareeb layee jayegi 14. Us waqt har shaksh Malum kar lega ki wo kya lekar aaya hai Al Quran : Surah At Takwir (81) Verse 1-14 
English Translation:1 When the sun (with its spacious light) is folded up; 2 When the stars fall, losing their lustre; 3 When the mountains vanish (like a mirage); 4 When the she-camels, ten months with young, are left untended; 5 When the wild beasts are herded together (in the human habitations); 6 When the oceans boil over with a swell; 7 When the souls are sorted out, (being joined, like with like); 8 When the female (infant), buried alive, is questioned - 9 For what crime she was killed; 10 When the scrolls are laid open; 11 When the world on High is unveiled; 12 When the Blazing Fire is kindled to fierce heat; 13 And when the Garden is brought near;- 14 (Then) shall each soul know what it has put forward. Al Quran : Surah At Takwir (81) Verse 1-14----------------------------------------------
Al Quran : Jab Allah ka Muqarrar kiya hua Waqt Aa jata hai to usmein takheir (der) nahi hoti Kaash tum jaantey hotey
• Al Quran : Beshaq humnmey Nooh ( Alaihi salam) ko unki Qaum ki taraf bheja ki apni Qaum ko darao, is sey pahley ki un par dardnak azab aa jaye.• Unhoney kaha ki eh meri qaum main tumhey khuley taur par naseehart karta hu.• Ki Allah ki ibadat karo , us sey Daro aur Mera kaha mano.
• Wo tumharey Gunaah maksh dega aur ek muqarrar waqt tak tumko mohlat ata karega.
• Jab Allah ka Muqarrar kiya hua Waqt Aa jata hai to usmein takheir (der) nahi hoti Kaash tum jaantey hotey
Al Quran, Surah Nooh-71, Verse 1-4
----------------------------------------
English Translation:

• Verily, We sent Nuh (Noah) to his people (saying): "Warn your people before there comes to them a painful torment."
• He said: "O my people! Verily, I am a plain warner to you,
• That you should worship Allah (Alone), fear (be dutiful to) Him, and obey me,
• He (Allah) will forgive you of your sins and respite you to an appointed term. Verily, the term of Allah when it comes, cannot be delayed, if you but knew.
Al Quran, Surah Nooh-71, Verse 1- 4
• Wo tumharey Gunaah maksh dega aur ek muqarrar waqt tak tumko mohlat ata karega.• Jab Allah ka Muqarrar kiya hua Waqt Aa jata hai to usmein takheir (der) nahi hoti Kaash tum jaantey hoteyAl Quran, Surah Nooh-71, Verse 1-4----------------------------------------English Translation:
• Verily, We sent Nuh (Noah) to his people (saying): "Warn your people before there comes to them a painful torment." • He said: "O my people! Verily, I am a plain warner to you, • That you should worship Allah (Alone), fear (be dutiful to) Him, and obey me, • He (Allah) will forgive you of your sins and respite you to an appointed term. Verily, the term of Allah when it comes, cannot be delayed, if you but knew.Al Quran, Surah Nooh-71, Verse 1- 4---------------------------------------------