Asalam-0-Alaikum wr wb
22. fakir ke samne ajzi or adab ke sath sadka pesh karna chahye,kune ke khush dilli se sadka dena kabuliat ka neshan hay.
23. Allah insanoo ke wohi amal kabul kata hay jo sirf is ki niyat se kiye gye hun,jis admi ki jo niyat hoti hay us ko usi ka ajar milta hay.
24. elim ke bager amal bekar hay or elim beger amal bekar hay.
25. jan lo ke Allah amal ki saza diye bager kabi nahi chore ga.
26. har roz balke har ghari naink amal karne ki kosish karo.
27. achy bure amal ki jaza Allah ke hath main hay.
28. jo shaks Khuda ke waste koi masjid banaye Khuda us ke liye janat banaye ga.
29. ya Allah meri akhari umar achi kar,naik amal par mera khatma farma or apni mulakat ka din sab dino se behtar kar.
30. har shaks kyamat ke din apne bure amal ka jawab deh ho ga.
31. tum ko apne prosi se larna jhagarna nahi chaye,is lite ke woh to apni jagah par hi rehy ga logon main tumhara charcha hota rehy gar.
32. jhooti batein banane wala janat main dakhal na ho ga.
33. tumhein chaye ke apni halat dorust rakho,take tumhein dekh kar dosre log bhi apni halat dorust rakein.
34. ameer ka takabur to bura hay hi lekin gareeb ka takabur us se bhi bura hay.
35. chori or khyanat se bacho ye baatein fikkar or aflas se peda hoti hain.
36. zuban ko shikwa se rok khushi ki zindagi ata ho gi.
37. naik baat batana zakham hay lekin nami ke liya batana marham hay.
38. agar koi naiki kisi waja se reh jaye to use hasal karne ki kosish karo or ise agar paa lo to age barne ki kosish karo.
39. Khuda makluk se kabi koi moseebat nahi hatata jab take maklok abadat ki taraf na jhuk jaye.
40. dunyia jin ka sarmaya hay un ke deen ka nukhsan zubane bian karne se ajaz hain.
41. gunah se tobah karna wajib hay,lekin gunah se bachna wajibtar hay.
42. bad bakht hay woh shaks jo khud to mar jaye lekin is ka gunah na mare .
43. woh log behtar hain jo dunyia ko akhrat ke liye tark kar dete hain.
44. jo raye bhi kisi ko do is main Khuda ka khoof zaror shamilhona chahye.
45. agar koi mashwara talb kare to mukhlasana or sacha mashwara do.
46. dusman se na to bewafai or na to is ke sath dhoka karna chahye.
47. woh jinno ki nasal se tha is liye is ne apne rab ka hukam nahi mana.
48. hamesha Khuda se hi madat or fatah ki dua mango or usi se hidaro.
49. main ese ghar walon ko pasand nahi karta jo kaein dino ka rizk ek hi din main kharch kar dale.
50. jis par naseat asar na kare ise samaj lena chahye ke is ka dil iman se khali hay.
51. jannat wale log agar tejarat karte to kapre ki tejarat karte.
52. kash main kisi moman ke sene ka ek baal hi hota.
53. jo chezein tumhein Allah ki azab le jane wali hun in se parhez karo.
54. jis cheze ke karne main Allah ne apni rehmat ka wada farmaya hay is ke karne main jaldi karo.
55. jo kom behayai ki janab kadam barhaye gi Allah us kom ko masebaton main mubtala kare ga.
56. insan ko chahye ke woh mare hoye logon se ibrat hasal kare.
57. jis main rone ki takat na ho woh rone walon par rehm hi kiya kare.
58. is din par roo jo teri umar ka guzar gya or is main neki nahi ki.
59. Ae logo!Khuda ke khoof se ro or agar rona na aye to rone ki kosish karo.
60. insan ko har halat main sabar karna chahyeis liye ke sabar hi esi cheze hay jo naik kam karata hay.

61. jis jisamko gaza haram ki mile woh sakhs kabi jannat main dakhal nahi ho ga.
62. sabar nafs-e-iman or yakeen pura iman hay.
63. musebat ki jarh insan ki guftagu hay.
64. mardon se sharm karna achi bat hay magar arton se sharm karna or bhi achi baat hay.
65. jo kam soab ke liye nahi kiya jata,ys ka joab bhi nahi milta.
66. har cheze ke soab ka andaza hay lakin sabar ka soab beandaza hay.
67. jo ammar pesh ana hay woh nazdeek hay lekin mot is se bhi nazdek hay.
68. mot se mohabat karo to zindagi ata ki jaye gi.
69. musalman ka haq marne wale par Khuda ki lanat hoti hay.
70. jo naik amal dunyia main karo ge is ka phal akhrat main mile ga.
71. yaad rako!sabar iman ka saton hay or ye is liye ke khoof-e-Khuda sab se afzal bhalai hay or khoof-e-Khuda sabar hi ke zariye mumkin hay.
72. jo Allah ke nabi Muhhamad par darod behjta hay kune ke yehi Allah ka huqam hay.
73. Rasool Allah ke bad koi sakhs bath ke amamat na kare.
74. Quran main amezish na karo.
75. main tum ko in kamo ka hukam deta hun jin ka Quran ne hukanm diya hay or in kamon se rokta hun jin se Rasool Allah ne roka hay.
76. Quran ki talimat ko samjo kune ke woh ilam ka sar chasma hay or dillon ki bahar.
77. Khuda ka shukar ada karne ka tareka ye hay ke is ki ata karda dolat se zakat ada karo jis ka Khuda ne hukam diya hay.
78. Islam ki tablek ke sisaly main kisi par zyadati nahi karni chahy.
79. bahami mashware ke bager khalafat jayez nahi.
80. insaf ke zarye aman-o-aafiat ko farok do.

81. jo shaks apna raz chupata hay woh apna ikhtyar apne hath main rakhta hay.
82. jis se tum ko nafrat ho is se darte raho.
83. sab se zyada akil woh shaks hay jo apne afal ki achi tawil kar sakta hay.
84. aaj ka kam kal par na choro.
85. rupya sar uncha kye bager nahi rehta.
86. jo cheze peche hati phir woh age nahi barhati.
87. jo shaks burai se bilkul wakif nahi hay woh burai main mubtala ho sakta hay.
88. toba ki taklif se gunah chore dena zyada asan hay.
89. ghar main dakhal hone ke liye pehlay ijazat lo.
90. jab koi bat maloom na ho to saf saf kehna chahye ke nahi maloom Allah behtar janta hay kehne se kya hasil.
91. majlis main jab tak betho sede betho jab ghar jao to jis tarhan chaho betho tumhein ekhtyar hay.
92. Allah ke farmahbadar bando se jo batein suno un ko yaad rakho.
93. dosron ki fikar main tum khud ko na bhula dena.
94. dunyia thori si lo to azadana basar karo ge.
95. agar mere pas sone ke pahar bhi hote to main inhein kyamat ke dar se kharch kar chuka hota.
95. tofa kabol na kiya karo kune ke ye bhi rishwat ki ek sakal hay.
96. Allah tumhari taraf se gafil nahi hay.
97. Allah ke sawa koi hami nahi hay.
98. logo! Allah se daro,Allah se darna najat ka wasilla hay,tum ko Allah se sharm karna chahye.
99. Allah ki namton ko yaad rakho jo tum ko ata ki gai hain.
100. mulmano!Khuda se daro jesa ke darne ka haq hay.

101. humein chahye ke hum nafamano se dor rehein .
102. jo shaks achy khano ka shokin hay ise yaad rakhna chahye ke anjamkaar ise keron ki gaza bana hay.
103. main ne kabar se zyada darne wali koi cheze nahi dekhi.
104. kabar bari holnak or wehshat nak jagah hay.
105. logo! tumhein bolne wale se zyada insaf karne wale hakim ki zarorat hay.
106. musalmano ko chahy ke apne dushman par gulba hasal kare.
107. sharab fasad ki jarh hay.
108. insan ko har hal main sabar se kam lena chahye warna nadamat ka samna ho ga.
109. main apne Khuda se magfart chahta hun is ke sawa koi dar guzar karne wala nahi hay.
110. mulmano ke hath se wafa ka daman na chote.
111. mulmano! tum ko wafa ka khyal rehy.
112. esi kosish karo ke tumhare naik amal tumhari mot se pehly wakya ho,mot ke bad tum koi amal nahi kar sakte.
113. zaleel gareeb admi nahi hota balke zaleel woh hay jo apne mazhab se gafil hay.
114. mere rishtadaron ka aam mulmano se zyada haq nahi hay.
115. khamoshi’ gusa ka bahtareen haq hay.
116. logon,ko naik kaamon ki hadayat karo or bure kamon se roko bandagi ye hay ke Khuda ke ahkam par amal daramat ho.
117. gham-e-akhrat dil ka noor hay.
118. bekar hay woh lambi zindagi jo amal hsna ki ponji se mehroom hay.
119. mot se ibrat hasal karo or naik kaam main lage raho.
120. akhrat main Khuda ka sakht azab bi hay or baksish or rehmat bi

121. gham-e-dunyia dil ko tarekh or gham-e-akhrat dil ko roshan karta hay.
122. dunyia khatam hone wali hay or akhrat baki rehne wali,tum khatam hone wali ko baki rehne wali par tarji na do.
123. agar ankhein roshan hay to har roz hashar hay.
124. woh elim jis ki aar main dunyia hasal ki jaye bohot bura hay.
125. musalmano ka mall na apne liye halal samjo or na dosron ke liye.
126. logo! Khuda se daro or mal-o-dolat ke fitna main parne se bacho.
127. nakara hay woh mall jise naik kamon main sarf na kiya jaye.
128. koi moman apne app ko zaleel or hakeer na samje.
129. woh khusboo jis ke istamal ka tumhein haq nahi hay us se apni naak ko bhi band rakho.
130. jis shaks ko saal bhar koi takleef na punche woh samaj le ke mera Khuda muj se razi nahi hay.
131. Aye insan! tuje Khuda ne apne liye peda kiya hay to tu dosron ka na ban.
132. wade ko pura karo,jo mil jaye us par kanat karo jo na mile us par sabar karo.
133. dunyia jis ke liye kadkhana hay qabbar is ke liye aram gah hay.
134. esi baat na kaho jo us shaks ki samaj main na ayr jis se tum guftago kar rehy ho.
135. sakhawat phal hay mal ka’amal phal hay elim ka or raza alahi ekhlas ka phal hay.
135. dosron ka bojh uthana abadon ke baraber hay.
136. janwar apne malik ko pehchanta hay lekin admi apne Khuda ko nahi pehchanta.
137. Islam main jahliat ki baatein mat dohrao.
138. mere Rab ki rehmat har cheze main shamal hay.
139. iman ke char satoon hay,sabar,yakin,adal,or jahad.
140. sabar ke char shobe hain,shok,khof,zehd,umeed.

141. Islam naam hay spordagi ka or spordagi naam hay yakin ka.
142. iman ki baat ek wehsi sakar hay ke se nikal jata hay or dosra is ko pakar leta hay.
143. yakin ki neend shak ki namaz se behtar hay.
144. parhez gar akhlak ka sadar hay.
145. jahad jannat ka ek dawaza hay jis ko Allah ne apne khas doston ke liye khola hay.
146. jo gunah kar ke kamyab ho woh kamyab nahi.
147. alam beamal bager teron ke tez andaz hain.
148. jo bhawar main gusta hay woh dobta hay.
149. naik kaam karne wala naiki se behtar hay or badkaar badi se datar.
150. behtarin amal woh hay jis par tum apne nafs ko majboor kar do.
151. jo haq se jang kare ga to haq ise shikast de ga.
152. jis ne apna rukh haq ki taraf kiya woh jahelon ke nazdik tabah ho gya.
153. mohsan ke sawab ka zikkar kar ke badkar ko dafa karo.
154. is aag se bachne ki kosish karo jis ki garmi sakht or jis ki gehrai bohot zyada ho gi .
155. jese apni kimat malum nahi woh tabah ho gya.
160. bohot si baatein katal se zyada asar angez hoti hain.
161. zuban woh darinda hay ke chor do kaat le.
162. mot kareb hay sath sirf thori der hay.
163. insan ka har nafs mot ki tarf ek kadam hay.

No comments:
Post a Comment