November 20, 2010

Apna Dimag ko tez Karain (Islamic way)


Asalam-0-Alaikum all
jin logo ko apna dimag tez kerna ha matlab ager koi study kerta ha to us ko jaldi lesson yad nai hota....ya koi chezain bhool jata ha .....
aur ager koi apna Iq tez kerna chyta ha to us k lia mufeed ha

jin ka Dimag Mashallah aga hi bhot tez ha wo bhi ya chez Use kar sakta ha
ha to kerna kia ha
suba fajar ki namaz k bad 7 dafa Quran pak ki surat number <<<94>>> sura name is <<<<<Sura ALAMNASHRA>>>>ais ko fajar ki namaz k bad 7 dafa study kerna ha

Inshallah ap 1 hi din ma farq mashooos karain ga

it is my own experience mujha to 1 din ma hi bhot farq mashooos howa tha

Remember me in prayers

2 comments:

Anonymous said...

kya yeh bilkul sach hai

aminawrld said...

Ji haan bilkul sach hai..try karein ap b
inshAllah khud maloom hojeyga..kisi log ko waqt lagta b hai..

shukeria!